-->

Monday, 10 July 2017

Android Mobile Se Virus|Junk Files Kaise Remove Kare

Dosto hum sabhi jante hai ki aaj sabse jyada use mobile ka hone laga hai.Internet ke ane se mobile ka use jyada hone laga hai. jis ke pas dekho uske pas android mobile hi dekhne milega. aur woh internet hi use karta hoga.android mobile me internet se whatsup, facebook. youtube, Email,jiase ka use ab sabse jyada hone laga hai.lekin dosto mobile me internet ka jyada use karne se mobile ko problem ho sakta hai, jiase internet ka use karne se mobile me virus aa sakta hai. jise mobile ke liye khatar nak ho sakta hai.


mobile phone me virus ko kaise nikale jata hai uske bare me hum janege .dosto agar aap chahte hai ke apke mobile me virus ho to aap Es post ko follow karke apne mobile se asani se virus nikal sakte ho.dosto phone me virus mis use karne se aate hai. jaise interne ka jyada use karne se or aap apne memory card ko kisi computer me use kiya ho tab us computer me joh virus hai woh apke mobile me aa jayega. or aap kisi dusre mobile se data lete hai toh tabhi apke mobile me virus aa sakta hai.dosto aaj hum janege ki mobile phone se virus kaisae nikale jate hai,

MOBILE SE VIRUS NIKAL NE KE BEST TIPS :-

Dosto mobile phone ke liye virus bahut hi khatar nak hota hai. Esi liye mobile se virus ko nikalna jaruri hai. virus ke wajah se apke mobile ke data fail bhi ho sakta hai.


1● Remove Unknown App :-
 Dosto agar aap apne android mobile me new new app install karte hai to sayad apke phone me virus aa sakta hai.kyuki agar aap google play ke bad kisi dusre site se apps download karke use karte hai to apke mobile phone me virus ho sakta hai. dosto apke mobile phone me virus hai ya nahi kaise pata kare.

Pahle aap apne mobile phone ke setting me jaye baad me insatll app option par jaye aapne jis jis aap ko install kiye hai usko chek kare aapne jo aap install kare he usme koy aisa aap hai jo aap nahi jante aur apke phone me kaise aaya hai aagar aisa koy aap hai to aap turant usko uninstall kare.Unknown aap jaise ki : Badoink , Porn-Player, Browser Update , 1.0.Flash Player , Porn Droid or System Update. agar apko lagta lagta hai Es type ke koi aap apke mobile me hai to aap abhi remove kare .agar apko pata nahi chal raha hai koi virus apps apke phone me hai ya nahi to aap recent jo aap apne install kiya hai un sabko Uninstall kare.

 Android Mobile Se Virus|Junk Files Kaise Remove Kare


2● Acha koi Antivirus use kare :-

Agar aapke mobile me koy antivirus bahi hai toh aap aabhi ek aacha sa antivirus use kare , apko nahi pata konsa antivirus use karke virus ko nikal sakte hai to aap ” Zemana ” is antivirus ko use kare uske baad mobile ko scan kare. ya fir aap niche ki post ko follow karke koi bhi ek antivirus install kare aur apke phone ko scan kare.

 Android Mobile Se Virus|Junk Files Kaise Remove Kare


 3● Junk Files Ko Remove Kare CCleaner Se :-

friends jahir si baat hai agar apke mobile phone me virus hai toh aapke mobile ki speed slow ho jayegi. lekin jyada time junk files ke wajah se bhi mobile ki speed slow ho jata hai.aapko aapne phone ke junk files ko remove karna hoga. Mobile se virus nikal ne ke liye aapko use karna hoga CCleaner kyuki ye bahut hi accha app hai junk files and virus nikal ne ke liye aur Esko use karne par aapke mobile ki speed bhi fast hogi.

 Android Mobile Se Virus|Junk Files Kaise Remove Kare



Dosto mobile phone me se virus nikal nae ke maine upar 3 step logo ke sath share kiya hai. agar apko apke mobile phone se virus nikal na hai to es 3 steps ko follow kare jo jo apko use karne ke liye kahe woh kare or jo uninsatll karne ke liye kahe woh uninsatll kare jis se apko phone me se virus nikal jayega or mobile scan ho jayega.

Dosto me ummid karta hu ki apko ye post jarur pasand aya hai , aagar apko lagta hai ki es post se aapke help hua hai toh es post ko aap aapne friends ko jarur share kare